Hoo Salamm Uss Parr Kay Joo Qaidii bi haii Bemmar Bii Lyrics | Irfan Haider
Haaye sajad haaye haaye sajad
Salaam salaam
Ho salaam us par ke jo
Qaidi bhi hai beemar bhi
Paaon main hain aabile
Or aabilon main khaar bhi
Hoo Salamm Uss Parr Kay Joo Qaidii bi haii Bemmar Bii
Aankh main aanso
or zakham jigar main
Honto pe rida ka noha
Karb o bala se hai shaam talak
Wo kanto pe safar karta tha
Be rida syedanian us par sitam bazar bhi
Hoo Salamm Uss Parr Kay Joo Qaidii bi haii Bemmar Bii
Dekhne wali aankhon ne dekha
Us raah main yeh bhi manzar
Ek musafir paband safar hai
Khud apni laash utha kar
Ye imam e waqt as hai
Or kaafila salar bhi
Hoo Salamm Uss Parr Kay Joo Qaidii bi haii Bemmar Bii
Kehta tha toq e giran
aaya mere hisse main
Warna is foj main
Khanjar bhi hain
Talwar bhi hai
Khoon ragon ka ya ghairat e hashim
Kehti hai jhuka le sarko
Toq o salal kya qaid karenge
Aye sabir ke is paikar ko
Sar uthaye kis tarah hai raah main bazar bhi
Hoo Salamm Uss Parr Kay Joo Qaidii bi haii Bemmar Bii
Dekh ke zainab sa sajad ki haalat
Faryad yahi karti thi
Mera yaqeen Hai eman hai mera
Aye shaam or bekas qaidi
Royenge tujh par sada
masnad bhi or dastar bhi
Hoo Salamm Uss Parr Kay Joo Qaidii bi haii Bemmar Bii
Poocha ik shakhs ne sabeer tumhara hai kon
Kaha baba bhi hai aaqa bhi hai
Sardar bhi hai
Noha kuna hai irfan or mazhar
Tareekh maqatil sabhi
Aal e payamber or shaam ki galiyan
Shabeer ka beta qaidi
Kiyun na Hon mehwe fughan
Kirtas bhi ashaar bhi
Hoo Salamm Uss Parr Kay Joo Qaidii bi haii Bemmar Bii
Hoo Salamm Uss Parr Kay Joo Qaidii bi haii Bemmar Bii Lyrics | Irfan Haider
Reviewed by Nohayonline.lyrics
on
6:36 PM
Rating:
No comments: