LYRICS - Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun - Ali Shanawar & Ali jee 2013 14

 

LYRICS - Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun - Ali Shanawar & Ali jee 2013 14


NOHA LYRICS

Ya Hussain x3
Ya Hussain Ya Hussain
Ya Hussain Ya Hussain

Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan, Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, Meri kya he khata
Meri kya he khata, Meri kya he khata



mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun

Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun

Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun x2

Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun x2

Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun x2

Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun x2

Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun x2

Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun x2

Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun



LYRICS - Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun - Ali Shanawar & Ali jee 2013 14 LYRICS - Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun - Ali Shanawar & Ali jee 2013 14 Reviewed by Nohayonline.lyrics on 10:00 AM Rating: 5

No comments:

All lyrics are Provided By Videos Caption and Noha Video Description. Any Problem Email Me. Powered by Blogger.