Noha 1442 Ruqaiyya Ujar Gayi - Lyrics - Shahid Baltistani
Noha Ruqaiyya Ujar Gayi - Lyrics - Shahid Baltistani
●●LYRICS ● ●
Haey Muslim, Haey Muslim as
Haey Muslim, Haey Muslim as
Aey Muslim E Ghareeb as
Aey Muslim E Ghareeb as
Karbobala Say Pehly, Ruqaiyya sa Ujar Gayi
Karbobala Say Pehly, Ruqaiyya sa Ujar Gayi
Muslim as Ki Laash Kofay, May Be-aasra Howi
Kiya Haal Kardiya Hay, Safeer E Hussain as Ka
Zakhmoo Sai Chorr Chorr Hai Damad-E-Murtaza
Phir Kofa Roney Aai, Hay Beti Batool sa Ki
Logo'n Ziraa Ko Bech Kar Dena Mujhe Kafan
Mil Jayen Jab Pisar Mere, Pohanchana Tum Watan
Muslimm Kii Poori Koi,, Wassiiyat Naa Hoo Sakii
Muslim Hay Bey Dayaar, Kisi Ko Nahi Khayal
Kya Hogaa Karbbala Mayy,, Yeeh Kofaay Jaab Hai Hall
Syed as Shaheed Hota, Hay Hanstey Hain Ummati
Beyton Ko Intezar Tha Wo Laut Aynge
Behno Ki Eid Hogi Galay Jab Lagaynge
Baba, Baba
Haey Baba, Kay Badlay Unsey Yateemi Galay Mili
Haey.!
Do Ungliyun Kay Darmiyan Dekho To Bhai Jaan
Khanjaar Gallay Pay Kofaay Maay Musliim Kaay Hai Rawaann
Yah Baatt Roh Kaay Ghazii, Saay Shabiir Naay Kahii
Ek Eid Kay Qareeb Howey Baap Say Juda
Ek Eid Per Behan Ka Bhara Ghar Ujar Gaya
Abbass Doono Eido''n Pay Roteyy Haiin Aajj Bhii
Qabr E Batool Per Gayi Ek Khaali Gaud Maa
Sajday Kay Sath Aankh Say Aanso Howey Rawaan
Umall Bannen Koo Jaab Yeeh Takalllum Khabbar Milii
No comments: