21 Ramzan Noha - KHOON E HAIDER | Noha Lyrics Mesum Abbas
21 Ramzan Noha - KHOON E HAIDER | Noha Lyrics Mesum Abbas |
21 Ramzan Noha - KHOON E HAIDER | Noha Lyrics Mesum Abbas
Haye Ali, Haye Haye Ali
Haye Ali, Haye Haye Ali
Behta he khoon-e-Haider, Kufay me; Karbala me
Zehra ka ghar luta he, haye rah-e-khuda me
IK fajar parr hai Sajdaa, Ik sajda asar par hai
IK simt par hai betaa, Ik simtt par padar hai
Kya farq he batao, dono ka is jafa me Kufa me; Karbala me

Kufay me Murtaza ki, Beti pe he yateemi
Behta he khoon-e-Haider, Kufay me; Karbala me
Shabbir ki yateema, Karbobala me ujri
Hain Zainab o Sakina, Ek dard ki fiza me
Kufay me; Karbala me
Kufay me; Karbala me
Baba ko zakhmi dekha, Bhai ko zakhmi dekha
Manzar he ek jaysa, iss dehr-e-be-wafa me
Sar ko jhukaya phir bhi, tazeem-e-kibriya me
Behta he khoon-e-Haider, Kufay me; Karbala me
Maloom tha Ali ko, sajda na hoga pura
Sarwaar koo bhii pataa hai, abb aakhiri hai Sajda
Kufay me; Karbala me
Imran ka khoon baha he, haye bughz-e-Murtaza me
Behta he khoon-e-Haider, Kufay me; Karbala me
Qasim ke woh tukray, ya ho gulu-e-asghar
Akbar ka ho woh seena, ya bazu-e-dilaawar
Kufay me, Karbala me
Behta he khoon-e-Haider, Kufay me; Karbala me
Behta he khoon-e-Haider, Kufay me; Karbala me
Salman aur Mesum, tareekh he bata-ti
Guzri he zindagi bas, aulad-e-Sayyeda ki
Matam me Murtaza ke, Shabbir ki aza me
Kufay me; Karbala me
21 Ramzan Noha - KHOON E HAIDER | Noha Lyrics Mesum Abbas
21 Ramzan Noha - KHOON E HAIDER | Noha Lyrics Mesum Abbas
21 Ramzan Noha - KHOON E HAIDER | Noha Lyrics Mesum Abbas
Reviewed by Nohayonline.lyrics
on
4:42 PM
Rating:
No comments: